Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,

Woh jinke dam qadam se subah ne bhi raushni payee,
Munawwar kar diya jisne faza woh rahnuma dekhoon,
Munawwar kar diya jisne faza woh rahnuma dekhoon,
Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
Woh jinki barkato abr-o-bala baste aalam mein,
Tamanna qalb-e-muztar ki woh durr-e-bebaha dekhoon,

Qadam bahir Madine se tasawwur mein Madina hai,
Ilahi ya Ilahi azmaton ki intiha dekhoon

Rasoolun Qasimul khairaati fid dunya wa fil uqaba
Shafi’a qaz nafs-e-ma dar ma Nabi-e-Mujtaba dekhoon

Dar-e-jannat pe haazir hoon Rasool-e-Pak ke hamrah
Shafa’at ka ye manzar ya khudaya mein Raza dekhoon
Shafa’at ka ye manzar ya khudaya mein Raza dekhoon
Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
Tamanna muddaton se hai jamaal-e-Mustafa dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
Imam-ul-Anbiya dekhoon Habeeb-e-Kibriya dekhoon,
No comments:
Post a Comment